Wednesday, August 1, 2007

ankhiyon ke jarokhe se

neend aaye to dekha ek sapna,ek rajkumar jo kabhi khwabon mein baatein kiya karta tha

laga jaise mere saath hi hain,aur pyar ka izhaar kar raha hain.

huh life is nothing but juz a dreamland,will give u seeds to crop up hi fi desires,
but will never let u come to the real earth.

that is where we need to think twice.

sapno ka kya hain ,aaj hain kal nahin.
mustak-e-manzil par kya kabool karna,
jab dil-e-nadaan hi sochne ko raazi nahin,
is zindagi mein sab kuch paya,kuch khoya,
paakar sab mudkar dekha to apna musafir ,
wahin khada paaya,jahan tanha kiya tha.
main aur meri tanhai,aksar yeh baatein karte hain,
kaash yeh aisa hota,kaash yeh waisa hota,
koi kuch kehta,to koi kuch kehta.

Rishton Ka Roop Badalta Hai, Buniyaden Khatam Nahin Hoti
khwabon Ki Aur Umango Ki, Miyaden Khatam Nahin Hoti
Ek Phool Mein Tera Roop Basa Ek Phool Mein Meri Jawaani Hai
Ek Chehra Teri Nishaani Hai, Ek Chehra Meri Nishaani Hai Maein Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon...

jab kabhi bhi en lawzo ko mehsoos karti hun,aisa lagta hain
mano har saans mein inki suchhai hain,
chahte hue bhi apne aap ko,inki nazakat se door
nahin rakh sakti,yahi such hain,mumkin hain,paane ke liye.

No comments: