Wednesday, November 14, 2007

Kuch Lawz

pyar ka sapna jo kabhi humne bhi dekha tha

aaj woh sirf ek sapna hain jo kabhi aankhon mein tha

aaj woh sirf armano ke dayaren mein simat kar reh gaya hain

pyar to humne bhi kiya tha par sirf pyar ka naam hi mil paya humein

sapna to aur koi le gaya jo kabhi sirf pyar ki duhai deta tha

aaj mausam jo aaya ikraar-e-bahaar ka

to samjha humne ki mausam ke saath ek toofan bhi chala aaya tha

jo sapno ka gharanda banaya tha woh to kab ko bik chuka tha

uske naam jiske paas duniya bhar ki beshumaar showrat thi

humne jab aankh kholi to paya hamare paas janam ki yaadein thi

woh anmol khazana tha jiske saath saari zindagi je ja sakti hain

pyaar ka khazana meet ki yaadein aur pyar ka afsana

pyaar ki jeet dene mein hain lene mein nahin shayad yahin hain

Pyar ki suchai yahin hain ek khoobsurat such..................................

Pyar Pyar Pyar Pyar Pyar

Mohabbat Mohabbat Mohabbat Mohabbat

Ek Sapna Ek Sapna ek Ek Sapna

Jo Na To Kabhi Kisi Ko Tanha Karta Hain aur Na Hi Kabhi Mehfil Deta Hain.

beharban-e-khuda
khuda-e-khuskismati
khuda-e-bande
khuda-e-zindagi

No comments: